The Best 2 line Shayari On Eyes In english

Eyes can say so much without speaking a word. If you’re looking for 2 line shayari on eyes in English that is simple, sweet, and full of feeling, you’re in the right place. This post shares beautiful and short eyes shayari in English that anyone can enjoy and use. Whether you want to send a message, post a caption, or just feel the magic of words, these lines are easy to read and full of emotion. All the Poetry on Eyes copy paste here is ready for you to use and share with someone special. Keep reading to find the perfect lines that speak from the heart.

Top 2 line Shayari On Eyes In English

Tumhari Ankhon Kī Tauhin Hai Zara Socho
Tumhara Chahne Vaala Sharab Piita Hai
In Aankhon Ki Masti Ke Mastaane Hajaaron Hain,
In Aankhon Se Vaabasta Aphasaane Hajaaron Hain.
In Aankhon Mein Basi Hai Koee Haseen Tasveer,
In Aankhon Mein Kaid Dil Ke Aramaan Hajaaron Hain.

Log Kahte Haiñ Ki Tū Ab Bhī Ḳhafā Hai Mujh Se
Terī Āñkhoñ Ne To Kuchh Aur Kahā Hai Mujh Se
Khuda Bachaye Teri In Mast Aankhon Se,
Farishte Bhi Bahek Jayne Aadmi Kya Hai.

Ek Doosare Se Bichhad Ke Kitne Rangeele Ho Gaye,
Meri Aankhen Laal… Aur Tere Haath Peele Ho Gaye

Best Shayari on Eyes English Copy Paste

Tumhe Dekhne Ko Ye Aankhein,
Thaki-Thaki Hain, Par Palaken Uthaye Baithe Hain

Rakh Lo Aaine Hazaar Tasalli Ke Liye,
Par Sach Ke Liye To, Aankhen Hi Milani Padengi.
Kaid Khane Hain… Bin Salakhon Ke,
Kuchh Yun Charche Hain Tumhari Aankhon Ke.

us kī āñkhoñ ko ġhaur se dekho
mandiroñ meñ charāġh jalte haiñ
paimāna kahe hai koī mai-ḳhāna kahe hai
duniyā tirī āñkhoñ ko bhī kyā kyā na kahe hai
Teri Aankhon Ka Jaadoo Ab Tak Hai Kaayam,
Dil Mein Basi Hai Ye Yaaden Jaise Koi Maraham.


2 Line Shayari on Beautiful Eyes (aankhon ki shayari)

meri aankhon se chean kar neendain
is ne di hai dua sakoo ki mujhe

daraaz qaamat, ghulaab chehra, khumar ankhen ujaal rakhna
tri aadaon pay mar nah jayen kkhuda ki bandi, khayaal rakhna
nazar ne nazar ko nazar bhar ke dekha
nazar ko nazar ki nazar lagey gayi

Hot this week

Topics

Related Articles

Popular Categories