Love is a big feeling, and sometimes it’s hard to find the right words to say what’s in your heart. That is why many people use shayari, short, sweet poems that make love feel even more special. The propose shayari in Hindi English, and it’s perfect for anyone who wants to say “I love you” in a way that sounds both modern and meaningful. In this post, you’ll find the best and easiest romantic shayari to help you propose. From simple 2 line Shayari On Eyes In English to the top 10 love lines that always work, get ready to say it with love and style!
The 2 line propose shayari in Hindi English
Aaj Phir Wo Ghadhi Aaye Hain,
Jab Aapki Mohabbat Hamare Naam Hui Hain,
Dil Ki Baate Bhut Si Aaj Bhi Karne Ko Dil Karta Hain,
Jab Tumne Propose Kiya Tha Wo Din Phir Aaye Hain.

Kya pata uski zuban se bhi izhar nikle,
Kya pata unke dil me bhi pyar nikle,
Sach hai uske bina ji nahi sakte hum,
Kya pata uske dil se bhi yahi baat nikle.
Kuch kehnay ko dil karta hai
Jisay kehtay huey dar lagta hai
Aj Propose Day Hai. Keh Hi Dalte Hai
Hum Tumhein Dil o Jaan se Zyada
Muhabbat Krte Hai..

Aahista Aahistaa Aapkaa Yakeenn Karnee Lage Hain.
Ahistaa Ahistaa Aapkee Kareebb Aane Lage Hain
Dil Too Dene Se Ghabraathe Hain
Magarr Aahistaa Ahistaa Aapke Dil Ki Kadarr Karne Lage Hain
Kisi Ko Paass Aanee Mai Waqt Lagtaa Hain,
Kisi Ko Apna Banane Main Waqt Lagtaa Hai,
Jab Manga Khuda See Aapko,
Usne Kahaa Anmol Cheez Pane Mai Waqt Lagtaa Hai.!!
Propose Shayari in Hindi English Text For girls

Dil ye mera Tumse Pyar karna chahta hain,
Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hain,
Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam,
Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hain.
Dil karta hain zindagi tujhe de du,
Zindagi ki saari khusiyan tujhe de du,
De de agar tu mujhe bharosa apne saath ka.
To yakeen maan apni saanse bhi tujhe de du.

Every moment spent with you feels like a dream come true. Will you be my dream for life? Happy Propose Day!
I’ve waited for someone like you to make my life complete. On this Propose Day, will you complete me by being mine?
Jivan mein mujhe sirf tera pyar chahiye,
tanha hai mera hath tera hath chahiye,
junun ye ishq ko teri saugat chahiye,
mujhe jeene ke liye tera sath chahiye.

Conclusion
Propose Shayari in Hindi and English is the sweetest way to express your heart’s feelings. Whether you say it with simple 2 line propose shayari or with deep romantic lines, shayari always makes the moment more memorable. Use these heartfelt words to make your proposal unique, emotional, and filled with love