The Best Mood Off Shayari Emotional Shayari

Shayari is one of the most beautiful ways to express deep emotions. When the heart feels broken, love remains incomplete, or loneliness surrounds you, emotional sad shayari gives words to your pain. Here you will find the best mood of shayari in Hindi & Urdu, including heart-touching shayari for boys & girls, 2-line sad poetry, breakup shayari, and dard bhari shayari. This collection will touch your soul and express the feelings of a broken heart.

EMOTIONAL SAD SHAYARI IN HINDI

Na jane kis tarah ka ishq kar rahe hain hum
Jis ke ho nahi sakte usi ke ho rahe hain hum

ना जाने किस तरह का इश्क़ कर रहे हैं हम
जिसके हो नहीं सकते उसी के हो रहे हैं हम

Woh mere sath chal nahi sakti
Meri tanhai ab mukamal hai

वो मेरे साथ चल नहीं सकती
मेरी तन्हाई अब मुकम्मल है

Kisi ko kya hasil hoga humein yaad karne se
Hum toh aam se insan hain

किसी को क्या हासिल होगा हमें याद करने से
हम तो आम से इंसान हैं

Heart Touching Emotional Sad Shayari

Bichad gaye toh yeh dil umar bhar lage ga hi nahi
Main khosh nahi hoon magar dekh kar lage ga nahi

बिछड़ गए तो ये दिल उम्रभर लगेगा ही नहीं
मैं खुश नहीं हूँ मगर देखकर लगेगा नहीं

Tumhein khabar hi nahi keh intezar kitna tha
Yeh shehar mere liye sogawar kitna tha

EMOTIONAL SAD
EMOTIONAL SAD

तुम्हें खबर ही नहीं कि इंतज़ार कितना था
ये शहर मेरे लिए सोगवार कितना था

Main atish e ishq mein jal ke rakh ho gaya hun
Iss ishq mein khaak ho gaya hun

मैं आतिश ए इश्क़ में जल के राख हो गया हूँ
इस इश्क़ में ख़ाक हो गया हूँ

Emotional Sad Shayari for Boys

Kar diya preshan mujhe nojumi ne hath dekh kar
Kehta hai tujhe maut nahi kisi ki yaad mare gi

कर दिया परेशान मुझे नोज़ूमी ने हाथ देखकर
कहता है तुझे मौत नहीं किसी की याद मारेगी

Mohabbat wajib thi hum par so humne kar dali tumse
Wafa farz hai tum par dekhte hain ada karte ho ya qaza karte ho

मोहब्बत वाजिब थी हम पर सो हमने कर डाली तुमसे
वफ़ा फ़र्ज़ है तुम पर देखते हैं अदा करते हो या क़ज़ा करते हो

Yaadein pagal kar deti hain
Raatein pagal kar deti hain

यादें पागल कर देती हैं
रातें पागल कर देती हैं

Chahta hoon tumhein aur bhot chahta hoon
Toh main sedha mukar jauga

चाहता हूँ तुम्हें और बहुत चाहता हूँ
तो मैं सीधा मुकर जाऊँगा

Mar chuka hai dil magar zinda hoon main
Ji main acha hoon duaein chahiyen

मर चुका है दिल मगर ज़िंदा हूँ मैं
जी मैं अच्छा हूँ दुआएँ चाहिए

Dard Bhari Shayari

Woh jo behta hai meri rahun mein
Ya toh mera rahe woh ya mujhe chod kar chala jaye

वो जो बहता है मेरी राहों में
या तो मेरा रहे वो या मुझे छोड़ कर चला जाए

Chahta hun keh bhool jaon tumhein
Jaise tum sirf ek kahani thi

चाहता हूँ कि भूल जाऊँ तुम्हें
जैसे तुम सिर्फ एक कहानी थी

Bhot kuch jaan keh jana hai tumko
Mujhe jo tum samajhte ho galat hai

बहुत कुछ जान कर जाना है तुम्हें
मुझे जो तुम समझते हो ग़लत है

Kahani khatam hone wali hai
Tum meri akhri mohabbat ho

कहानी खत्म होने वाली है
तुम मेरी आख़िरी मोहब्बत हो

Sad Poetry for Boys

Halat haal ke sabab halat haal hi gayi
Shauq ki zindagi gayi

हालात हाल के सबब हालात हाल ही गई
शौक़ की ज़िंदगी गई

Kon kehta hai mohabbat ke baad nafrat ho sakti hai
Jo kehta hai woh sabse bada jhuta hai

कौन कहता है मोहब्बत के बाद नफ़रत हो सकती है
जो कहता है वो सबसे बड़ा झूठा है

Khamoshi raat ki dekhta hoon aur tujhe sochta hoon
Madhosh aksar ho jata hoon aur tujhe sochta hoon

ख़ामोशी रात की देखता हूँ और तुझे सोचता हूँ
मदहोश अक्सर हो जाता हूँ और तुझे सोचता हूँ

Jata toh theek thaak hoon main uske shahir mein
Laiken main wahan se aata udaas hoon

Sad Poetry for Boys
Sad Poetry for Boys

जाता तो ठीक-ठाक हूँ मैं उसके शहर में
लेकिन मैं वहाँ से आता उदास हूँ

Ishq ko bhi ishq ho main bhi dekhun ishq ko
Kaise tadpe ishq apne ishq mein

इश्क़ को भी इश्क़ हो मैं भी देखूँ इश्क़ को
कैसे तड़पे इश्क़ अपने इश्क़ में

Lonely Shayari

Koi na mile toh qismat se gila nahi karte
Aksar log mil kar bhi mila nahi karte

कोई न मिले तो क़िस्मत से गिला नहीं करते
अक्सर लोग मिलकर भी मिला नहीं करते

Mere kehne peh mere log nahi aye kabhi
Uske hathun peh parenda bhi utar jata hai

मेरे कहने पे मेरे लोग नहीं आए कभी
उसके हाथों पे परिंदा भी उतर जाता है

Tumhein bhulana meri dastras mein nahi
Agar hota toh kya bhula deta

तुम्हें भुलाना मेरी दस्तरस में नहीं
अगर होता तो क्या भुला देता

Main khud ko kho chuka hoon kisi ki talash mein
Mumkin hai mera mujhse kabhi rabta na ho

मैं खुद को खो चुका हूँ किसी की तलाश में
मुमकिन है मेरा मुझसे कभी राब्ता न हो

Best Emotional Sad Shayari for Boys

Tanhai ke safar mein aksar sochta hoon
Jo mera tha wahi mera kyun na raha

तन्हाई के सफर में अक्सर सोचता हूँ
जो मेरा था वही मेरा क्यों न रहा

Aansu rukte hi nahi raat ki chup chaon mein
Dard chhupta hi nahi hawaon mein

आँसू रुकते ही नहीं रात की चुप छाँव में
दर्द छुपता ही नहीं हवाओं में

Dil ke sheher mein ujala ab kahaan
Jahan tha tera nishan ab wahan khamoshi hai

 Best Emotional Sad Shayari for Boys
Best Emotional Sad Shayari for Boys

दिल के शहर में उजाला अब कहाँ
जहाँ था तेरा निशान अब वहाँ ख़ामोशी है

Kya fayda us mohabbat ka jo adhuri reh gayi
Bas yaadon ka bojh aur tanhai reh gayi

क्या फ़ायदा उस मोहब्बत का जो अधूरी रह गई
बस यादों का बोझ और तन्हाई रह गई

Usne kaha tha hamesha saath nibhaunga
Par waqt aaya toh imtihaan tha

उसने कहा था हमेशा साथ निभाऊँगा
पर वक्त आया तो इम्तिहान था

Meri khamoshi ko samajh na saka koi
Main rota tha andar se hasata raha sabke samne

मेरी ख़ामोशी को समझ न सका कोई
मैं रोता था अंदर से हँसता रहा सबके सामने

Chhupane ki koshish karta hoon har dard apna
Par aansu aankhon ki zubaan ban jaate hain

छुपाने की कोशिश करता हूँ हर दर्द अपना
पर आँसू आँखों की ज़ुबान बन जाते हैं

Dil ka bharosa ab toot gaya hai
Mohabbat ka rang sab jhoot gaya hai

दिल का भरोसा अब टूट गया है
मोहब्बत का रंग सब झूठ गया है

Tumse bichhad kar samjha hai maine
Mohabbat sirf dard ka naam hota hai

तुमसे बिछड़ कर समझा है मैंने
मोहब्बत सिर्फ़ दर्द का नाम होता है

Har muskaan ke peeche ek gham chhupa hai
Duniya sirf chehre dekh kar faisla karti hai

हर मुस्कान के पीछे एक ग़म छुपा है
दुनिया सिर्फ़ चेहरे देखकर फ़ैसला करती है

Love Sad Shayari in Hindi

Palkon par sajaye the khwab tere liye
Tu ne tod diye hans kar

पलकों पर सजाए थे ख़्वाब तेरे लिए
तूने तोड़ दिए हँसकर

Tere bina adhuri lagti hai har ghadi
Jaise raat bina chandni

तेरे बिना अधूरी लगती है हर घड़ी
जैसे रात बिना चाँदनी

Tere yaadon ne to qaid kar liya hai mujhe
Dil kisi aur ko apnana nahi chahta

कभी सोचा था तन्हाई अच्छी नहीं लगती
अब वही तन्हाई मेरी दोस्त बन गई

Tere jaane ke baad akela ho gaya hoon
Apni parchhai se bhi darne laga hoon

तेरे जाने के बाद अकेला हो गया हूँ
अपनी परछाई से भी डरने लगा हूँ

Bewafai teri yaad dilati hai har raat
Neend se pehle bas aansu saath hote hain

बेवफ़ाई तेरी याद दिलाती है हर रात
नींद से पहले बस आँसू साथ होते हैं

Very Sad Shayari in Hindi

Dil ke zakhm ab purane ho gaye
Par dard ab bhi taza lagta hai

दिल के ज़ख्म अब पुराने हो गए
पर दर्द अब भी ताज़ा लगता है

Is bheed bhari duniya mein akela reh gaya
Jise chaha tha woh auron ka ho gaya

 Very Sad Shayari in Hindi
Very Sad Shayari in Hindi

इस भीड़ भरी दुनिया में अकेला रह गया
जिसे चाहा था वो औरों का हो गया

Rishte nibhane mein sab thak gaye
Dil ke jazbaat kagaz par reh gaye

रिश्ते निभाने में सब थक गए
दिल के जज़्बात काग़ज़ पर रह गए

Conclusion

Life is full of emotions, and sometimes words fail to express what the heart feels. In those moments, emotionally sad shayari becomes the voice of pain and loneliness. This collection of mood-off shayari, heart-touching sad poetry, breakup shayari, and dard bhari lines helps you connect with your emotions deeply. Whether in Hindi or Urdu, these heartfelt words will always remind you that you are not alone in your struggles, and your feelings truly matter

Hot this week

200+Romantic Shayari in English

Looking for the perfect words to express your love?...

Broken Heart Shayari in Hindi Heart Touching Sad

Broken Heart Shayari in Hindi is the most powerful...

Love Breakup Shayari in English and Hindi

Love breakup shayari expresses the deepest emotions of heartbreak,...

best Funny Shayari in English

Looking for some laughter in your day? Funny Shayari...

100+Mood Off Shayari in Hindi

Everyone goes through phases when life feels heavy and...

Topics

200+Romantic Shayari in English

Looking for the perfect words to express your love?...

Broken Heart Shayari in Hindi Heart Touching Sad

Broken Heart Shayari in Hindi is the most powerful...

Love Breakup Shayari in English and Hindi

Love breakup shayari expresses the deepest emotions of heartbreak,...

best Funny Shayari in English

Looking for some laughter in your day? Funny Shayari...

100+Mood Off Shayari in Hindi

Everyone goes through phases when life feels heavy and...

Top 100+ Bewafa Shayari in English

Heartbreak is a feeling that silently breaks you from...

Pyar Bhari Shayari in Hindi & Roman English

Pyar Bhari Shayari is the perfect way to express...

150+Miss You Shayari Hindi AND ENGLISH

Missing someone special is never easy. Our Miss You...

Related Articles

Popular Categories